Saturday, October 29, 2016

Free mai website kaise banaye bina ek paisa kharch kiye.





step by step tutorial with screenshot.




Blogger kya hai:

 Blogger ek aisa Platform hai jaha per her koi free mai Blog/ Website Bana sakta hai. Ye Google ka hi ek product hai isliye isme Google account ki jarurat padti hai. Blogger Sabse bharose Mand Platform hai. Website banane ke liye.

ap apne business, work ke liye free mai website bana sakte hai. Publicity ker sakte hai.



Popular Posts....







Requirements:

            Mobile ya Pc
             Google (gmail) account.
               5 minutes

..........Steps.....


Step: 1.....http://Blogger.com per jaye aur "create new blog" per click kare.




step: 2.....Apna google account login kare.




step: 3.....Profile option page khulega isme "Google+ Profile" Per click kare.




step: 4.....Google+ mai jaruri information fill kare aur create profile per click kare.




step: 5.....ab "continue to blogger" per click kare.




step: 6.....Ab apke samne blogger ka dashboard khulega wha per "New Blog" Per click kare.




step: 7.....ab apko Website ke liye title fill karna he aur address. aur "Create Blog" per click kare.




step: 9.....Ab "New post" per click kare.



Step: 10....ab aap yaha per apna topic post likh sakte hai. post likhne ke baad "Publish" per click kare.



Ab apka website Online ho jayega...




Website ko Popular karne ki advice:



1. Daily minimum ek Post jarur kare.

2. Post mai images jode.

3. Post karne ke baad Google+ per share kare.

4. Accha Template Choose kare.

5. Website per kaam ki Information dale.


Done.





koi sawal hoto comment mai puch sakte hai. latest tricks & tips ke liye website per aate rahe.


Shukriya😀

No comments:

Post a Comment




Copyright © 2016. HindiHelp
About Us.|Privacy Policy|Contact Us
Design by Praveen