Tuesday, May 10, 2016

Rooted phone me imei kaise change kare. Change imei just one tap. and fix invalid imei no network problem .

Change imei by just one tap.


imei change karne ke liye apka phone "rooted" hona jaruri hai.


Agar apka phone rooted nhi hai to jane " Phone ko root kaise karte hai. "

Steps to change imei.

Imei change karne ke liye sabse pehle "chamelephone" Android app download karlo. download here



App ko open karo aur root access allow karo.



Fir "generate random imei" per tap karo ya khud ka socha hua type karo.



Fir  "apply new imei" per tap karo.

Apply hone ke baad phone to reboot karlo.

Abb apka imei change ho chuka hai.

*#06# dailer me enter karke check karlo.

Imei kya hai - IMEI ka full form hai - International Mobile Equipment Identity. Ye ek number hota hai. Jisse apke phone ki identity ban jati hai. Bhale aap sim change karde phir bhi imei number se apko pehchana jaa sakta hai.

Warning - changing imei is illegal in some countries. Do it your own risk. I am not responsible for anything.



Thanx dostoKeep visiting.

3 comments:

  1. root kiya tha panasonict412
    imei number invelid bata raha hai kya karu

    ReplyDelete
    Replies
    1. Is app se imei dal sakte hai agar invalid bhi bata rha hai to. Original imei phone ke phiche ek chit pr likhi hoti hai.

      Delete




Copyright © 2016. HindiHelp
About Us.|Privacy Policy|Contact Us
Design by Praveen