Friday, May 13, 2016

Xposed framwork kya hai aur kaise install kare. And top 5 xposed modules

Xposed framework kya hota hai -


xposed framework hi ek aisa tarika hai jissi aap apne phone me bina naya rom flash kiye system-level pe customize kar sakte hai.

Ye aik app hai jisse app system pe control karke customize kar sakte hai.ye root ki help se install hota hai. Isme kai sare modules (apps) hote hai jisse se rom ko tweek kar sakte hai.

Agar apka phone rooted nhi hai to jane Phone ko root kaise karte hai.

Xposed framework kaise install kare -

Pehle "xposed installer" app download karle.

1. Xposed.apk for kitkat and below

2. Xposed.apk for lollipop and up

App ko download karne ke baad install karke open kare.

Fir "framework" per tap kare. "Ok" kare.



Fir install/update per tap kare aur root access allow kare.



Fir "install complete" ke baad "ok" per tap kare. Apka phone reboot ho jayega . 



Ab apke phone mai xposed install ho chuka hai.

Modules download karne keliye xposed ko open kare.

"Download" mai jaye aur jo module acha lage download karke install karle.

Fir back kare "modules" mai jaye jo module apne download kiya yaha show hoga.

Usko tick karke phone ko reboot karle.

Fir Module apna kaam shuru kardenge.

Enjoy....

Top 5 xposed modules. -


1. Gravity box - is app se lockscreen, notification panel, bottons, display, sound, apps, screen off animation, transition sabko tweeks ya edit kar sakte hai.

2. Physical button music controller - is app se volume up down buttons se music control kar sakte hai. Aur apne mutabik badal sakte hai.

3. Xprivacy - is ap se apps ko galat information  de sakte jaise imei no., serial no. Android id. Wagera . har app ke alag bhi set kar sakte hai.

4. Lucky patcher - is app se games and apps ko tweek kar sakte hai. Free mai purchase bhi kar sakte hai.

5. Basic key logger - is app ki madad se keyboard ki har stroke ko save kar sakte hai. Jo kuch bhi apke phone mai likha jayega bo ek file mai store ho jayega.

2 comments:

  1. Moblie rooting krne ke baad ...moblie ko nuksan toh nhi hoga na...

    ReplyDelete
    Replies
    1. System se ched chad mat karo kuch nhi hoga. Ya fir nandroid backup karlo ye article pado http://androidworldhindi.blogspot.in/2016/05/rooted-phone-me-cwm-clockworkmod_10.html?m=1

      Delete




Copyright © 2016. HindiHelp
About Us.|Privacy Policy|Contact Us
Design by Praveen