Sunday, October 23, 2016

Apne phone mai "dolby atmos" kaise install kare. Sound quality kaise badhaye.



Dolby atmos kya hai-

Dolby Digitel ka naam to apne suna hi hoga. ye ek popular sound company hai.




Dolby atmos smart phones ke liye Design kia gaya ek software hai. jo install hone ke bad High quality sound & Music provide karta hai.

benefits-

1. Improve sound quality.
2. Increase Volume level.
3. Base Improve.
4. vocal Improve.
5. Dolby Atmos equalizer.


Compatible-

Android - 4.3.x
               4.4.x
        5.x
 ..     6.x

Dolby Atmos install kaise kare-


requirements: Custom recovery for Flash.

1. dap_6.5.zip
2. dap_uninstaller.zip
3. deep buffer remover.zip


ye 3 zip file download kerle.
dhyan rakhe '1.dap_6.5.zip' installer hai. baki dono uninstaller hai.

Recovery mode per jaye. install zip from sdcard select kare. dap_6.5.zip install kare.

uske baad reboot karke.

Ab dolby atmos app ko open kare top right corner pe power switch per click kare. aur niche ke tino switch on karde.


Done.


Dolby atmos Uninstall kaise kare-  


agar apke phone nhi chal raha ya dusri kisi wajah se uninstall karna chahte hai to kar sakte hai.


Recovery mode per jaye.

dap_r6.5.1-uninstall.zip
deep_buffer-remover.zip

ek ek karke ye dono zip Flash kare.

done.

Related Posts

No comments:

Post a Comment




Copyright © 2016. HindiHelp
About Us.|Privacy Policy|Contact Us
Design by Praveen