Tuesday, May 10, 2016

Rooted phone me CWM clockworkmod recovery install kare [without PC] aur nandroid backup kaise kare.

Rooted phones me kai bar boot loop ka samna karna pad sakta hai. Isliye nandroid backup karna jaruri hai.



• Bootloop - jab hum root me koi kam karte hai . root ched chad karne se phone ka software kharab ho sakta hai. Ise hi bootloop kehte hai.
System software uninstall karne se bhi bootloop ho sakta hai.

• Nandroid backup - ye phone pure software ka backup hota hai.
Nandroid backup CWM recovery ya koi custom recovery se kiya jata.

• CWM clockworkmod recovery - ye ek custom recovery hai. ye har phone ke liye alag alag ata hai.
Isse software ya rom flash karte hai. Aur nandroid backup karte hai.

• Rooted phone me CWM install karne ke liye sabse pehle apne phone ke liye CWM download kare.


steps to install CWM



Google pe search karo kuch iss trah - "CWM for 'your phone model'". Aur download karo.
Example- CWM for micromax a093.

Fir Flashify app download karo  click here.



App ko open karo. Aur "recovery image" par tap karo.



Aur recovery img file jo apne download kiya hai file manager me use select karo.



Fir aapke samne ek window khulega usme
"Yup!" Per tap karo.


Flashing (install ) hone me 1-2 minutes lagenge.

Abb apke phone me CWM recovery install ho chuka hai. Nandroid backup karne ke liye aage pade.

Nandroid backup karo -
Nandroid backup karne ke liye apke sd card me lagbhag 2Gb se jyada space khali hona chahie.

Steps to nandroid backup.


Phone ko "power offkaro. Power off hone ke baad 9-10 second wait karo.

Fir "volume up" button aur "power" button dabake rakho jab tak screen on na ho jaye.

fir apke samne recovery khulega.

"Volume down aur up" button uper niche karne kelye aur "power button" select karne ke liye hoga.

• "backup and restore" ko select karo. Backup karo.

hone 5- 10 minutes ka bakt lagega.

fir "reboot system now" ko select karo.
Phone on ho jayega

Abb aap carefree hokar root app chala sakte ho.

Steps to restore

Restore karne ke liye recovery mode  me "backup and restore" select karo fir " restore from sd card" select karo.

Fir apka phone restore ho jayega.


Thanx for reading.

No comments:

Post a Comment




Copyright © 2016. HindiHelp
About Us.|Privacy Policy|Contact Us
Design by Praveen