Sabhi android phone me "Data saving mode" kaise on karte hai.
Android phone mai internet chalana bohot mushkil hai kyuki inme net chalu karte hi apps update hone lagte hai. Popups ads ane lagte hai jisse apka jayadatar data chus jata hai.
Apps ko apne aap update hone se kaise roke -
1.) Background data restrictions on kare -
• "setting" mai jaye "data usage" tap kare.
• ab "option" ya 3dot per tap kare.
• "Restrict background data" per tap karke "ok" karde.
Abb apke phone bebajh update nhi honge aur ads bhi nhi ayenge.
2.) Data bachane ke liye lightweight browser ka use kare jaise -
• Opera mini
Ya
• Uc mini
3.) Backgroud data restriction on hone ke baad bhi "Google play store aur service" bebajah update le sakte isliye jab jarurat na ho "play store" ko "disable" karke rakhe.
Thanx..




No comments:
Post a Comment